Tuesday 3 May 2016

Whistle Baja Lyrics - Heropanti Lyrics | Nindy Kaur, Raftaar Song

Whistle Baja Lyrics - Heropanti Lyrics | Nindy Kaur, Raftaar Song

 
Whistle Baja Lyrics

Raftaar has written Whistle Baja lyrics and Nindy Kaur has sung the song very creatively. Whistle Baja song is from movie ‘Heropanti’ starring Tiger Shroff, Kriti Sanon, Sandeepa Dhar, Vikram Singh.

Heropanti is directed by Sabbir Khan and produced by Sajid Nadiadwala, the music of the film is directed by Sajid, Wajid. The lyrics of the song have been written by Raftaar.

The main theme of the song is based on the Flute part of the title song of Jackey Shroff starrer film “Hero”. Let’s have Whistle Baja Heropanti Lyrics.


Mere Naal Tu Whistle Baja Details:

Song Title
Whistle Baja
Movie
Heropanti (2014)
Singers
Manj & Nindy Kaur feat. Raftaar
Music By
Manj Musik (Manjeet Ral - previously member of RDB)
Lyrics By
Raftaar
Star Cast
Tiger Shroff, Kriti Sanon
Music Label
Saregama

Mere Naal Tu Whistle Baja Lyrics

Mere naal tu whistle baja
Yo baby ni tu ban meri lady
Kyon tu kare mujhe crazy soniye
Love karda tenu daily
Lai jaawan tera haath phad ke

Ki sochega saara zamana
Haath tere main nai aana
Dar lagta mujhe karke bahana
Tune mainu chhad jaana
O.. gal na kar tu chhadne ki
Plan hai ghodi chadhne di
Paas mein aa, zara honth mila
Aur.. mere naal tu whistle baja

Paas mein aa, zara honth mila
Aur.. mere naal tu whistle baja

Hey.. tu kyon pareshan hai baby
Hum aap ki jaan hai baby
Aaj ahi mauka pakad le kas ke
Nai to tera nuskaan hai baby..
Arre meri class mein aaja
Seekh le pyaar ki A B C D
Sau mein se sau le le
Bas honth mila ke baja de seeti

So whistle, now whistle
Everybody in the party now whistle..

Ek baari.. ek baari..
Mere naal tu whistle baja

Ho nach le, mere naal tu nach le
Dil mera tu hi rakh le
Soniye... rehna mundya tu bach ke
Jede tere peechhe pad gaye re

Na na maine haath nai aana
Maine bas tera ban jaana
Nai milna mujhe du gal kar ke
Tere varga deewana

Ho... aarzoo kuchh karne ki
Thodi aage badhne ki
Paas mein aa, zara honth mila
Aur.. mere naal tu whistle baja

[Paas mein aa, zara honth mila
Aur.. mere naal tu whistle baja] x 2

No comments:

Post a Comment